leo77.sb75
1 Reviews
Needy
Assalam o aliqum.. Mera Naam saima iftikhat hai.. Mere shohar ne dosri sahdi Karli Main Apne bancho ko ab tak Allah ki madas se akele paal Rahi thi Lekin ab Meri tabyat Mera Sath nhi deti k ma bahir jakay kaama saku falage ka attack Aya hua Ghar k halaat bohat kharab hai 3 din Ghar ma kch nhi hota Jo ma bacho ko kch khila saku.. Allah k bad ap logo se madad ki darkhwast ha.. ye altamas Sirf Apne bacho ki wajah se kar Rahi hu takay wo bhooka na soye.. Mera number ma apni dost ka derahi hu q ke mere pas phone nhi.. 03432286886 Mahana rashan Ghar ka kiraya or medical treatment ki zarurt ha..
